Sunday 16 November 2014

CHAND NASIHAT BHARE AQWAL

Hazrate Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) 
Qaul-e-Mubarak : Apni
Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Hasil Hogi.
- Hazrate Imam Shafai (RaziAllahu Anhu)  Qaul-
e-Mubarak : Aqlmand Wo Hai
Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai.
- Hazrate Suleman (Alaihay Salam)  Qaul-e-
Mubarak : Agar Tum Logon Ke
Kasoor Muaf Karoge Tou Allah Ta’ala
Tumhare Kasoor Muaf Karega.
- Hazrate Idrees (Alaihay Salam)  Qaul-e-
Mubarak : Khamoshi Gusse Ka
Behtareen Ilaj Hai.
- Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) 
Qaul-e-Mubarak : Kisi Per Ehsan
Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan
Kare
Tou Usey Jahir Karo.
- Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)  Qaul-e-
Mubarak : Neki Karne Me Der Na
Karo Aur Badla Lene Me Jaldi Na Karo.
- Hazrat Shafeeq Balgi (Rahmatullah Alayh) 
Qaul-e-Mubarak : Aqalmand
Bolne Se Pehle Sonchta Hai Aur Bewaqoof Bolne
Ke
Baad Sonchta Hai.
- Hazrate Hasan Basri (RaziAllahu Anhu)  Qaul-
e-Mubarak : Accha Dost Wo
Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye.
- Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) 
Qaul-e-Mubarak :
Quraan-e-Kareem Ka Sirf Mutala Hi Na Karo
BalKe Uss Ko Samajhne Ki
Koshis Bhi Karo.
- (Allama Iqbal).  Qaul-e-Mubarak : Gusse Ki
Halat Me Koi Faisla Na Karna
Aur Khushi Ki Halat Me Koi
Waada Na 

Aap k agar   
sawalat ho to email kare

Amelqadri@gmail.com

Duao ka talabgaar

Amel qadri

No comments:

Post a Comment